Apni Videos Par Views Badane Ke 5 Most Tips – Youtube Seo


Aap logo ko pta hoga ki aaj kal youtube me bhut se log earn kar rahe h byt aunke view ni aa rehe bhut log pasan h. Sochte h ki kya kare ki view aaye ligal kam kar rahe h channel block ho raha is liye mee is aaj ke post me btauga aap ko ki apne videos ke view kaise padhaye top 5 tips





aap logo ko youtube ne seo ke bare me pta hoga is seo ke nam se jana jata h (Search Engine Optimization) to aap is post ko pura padhte rahiye aap ko janna h ki vieo ke view and channel ko popular kaise bane slowy slowy aao channel top me jayega 



Youtube SEO Videos Ko Search Engine Me Lane Ke Liye


1. VIDEO KA TITLE -
Aap ko hamesha title chota rakhna chaiyr jaise ki aap ko game recode kar ke dal rahe h to aap ko dalane h mana ki gta san andress game dala aap ne to aap ko title likhna h gta san andress gameplay  is trah mini title dalna h 

Aapbko is trah ni karna h ki game me video bna h to aap dal de hot sex gamplay. 
Agar aap is trah jarege to aap ki video spam mani jayegi or seo serch engineer app ki video ignore kar di jayegi or agar aap ko jada time tak video use karna h to title sahi dale agar aisha aap ni karnte h to aap ki channel ki image khrab ho jayegi or aap ke channel me koi aane ke bare me sochega bhi ni is liye aisha na kare.


2. DESCRIPTION -
Youtube me aap log jante h ki ek DESCRIPTION ka option hota h to aap DESCRIPTION me kuc acha likhe jo aap ke video ke bare me h 250-300 words takya fir apni sare video ke name likh dijiye. Or link aisha bhi kar shjte h aisha karne se aap ki video ki ranking badh jati h jisse aap ki video sab se aupar aati h  or videos ke view bhi badh jate h.



3. KEYWORD TAGS-
Aap is ko puri trah se padhe important-
Apne video ko famous karne ke liye Keyword bhut hi jaruri hai . Ab aap sochte honge ki keyword kya dala jay , ki video adhik se adhik search me aaye . Iske liye me aapko google ki ek service ke bare me bata raha hu – “ Google Keyword Planner Tool ,, Isme aap apne video se related keyword ko search karen . Fir usme aapko monthly keyword data milta hai , or usme low or medium competition or jyada bids (CPC cost par click  ) Wale keyword ko select karen or use apne video me tag me use  kare . Isse aapke video par views bhi acche aayenge or aapki income bhi acchi hogi .Keyword dalne se hamara ek or fayda hota hai . ki agar koi viewer kisi video ko watch kar raha hai or jo tag usme hai and wo hi tag hamari video me bhi hai. toh side me jo suggestion videos aate hain , usme hamari video bhi aa sakti hai ye aap ko bhut jaruri h.





4 . Thumbnail Ko Change Karen

Aap logo ko thumbnail ke bare me pta hi hoga jinko ni pta to padh le ye bhi aa0 jante h ki jab ham log video upload karte h to aap ki video me jab upload hoti h to serch kiya jaye to video nikalti h but aushme thumbnail dala ni hota h aap dal bhi shkte h h bhut hi eady h or edit kar ke aap dalege to aap ki video ki traf log aakarshit hoge.



Note- very important 
Aap ki video jis ke bare me h usi ke releted thumbnail honi chahiye game to game ki daliye. Na ki hot girl ki. Lol 

5 . Subscribe Appeal

Aap ko ye bat notice rakhni h.

Agar aap video sab ko passand aaya to viewers ko to agar aap ne abhi tak video me last me agar aap ni kahte h ki subscribe kare to shayad tak me aap ko o subscribe na kare is liye aap ko apne video ke last me subscribe kahna na bhule 


Jab aap apni video me logo ko kahte h shere like comment to jab aap ke video ko like karte h comment karte h to seo aap ki video ko top me pahucha deta h

To frnds aap ko me ne jo aap ko 5 tip bataaye h follow kare or hame google+ me bhi follow kare..................




Previous
Next Post »

Comment now any problem post ConversionConversion EmoticonEmoticon