Google Adsene Acoount kaise banye



Google adsense me acoount kaise create kare
Sab se pahle me aap ko bta
 du ki ye mera google adsene ka dusra post h .

Blogger and youtube channel use karne balo ke liye Adsene acoount jaruri h .

Adsense ko apply karne ke liye adsense acoount ki jarurat padti h to me aap ko bta deta hu ki kaise creat kar shkte h........

Adsense account banane ke rules


  • Sabse pahe most bate googke adsene ki (rules) ke rules ko manna hoga.
  • Agar aap adsense ke niyam ke anusaar nahin chalenge to aapaka account kabhi bhi block ya band ho sakata hai jissse aap earning ni kr payege.
  • Agar aapko adsense account mil jaya hai to us email id se dobaara apply nahi kar sakate aap ka ek bar hi email kam karega.
  • Aap apmi khud ki ads pe clike na kare ni to aap ki Adsene acoount block ho jayegi.
  • Aap ko yaad rakhna h ki ek email se aao ek hi Adsene acoount bna shkte h ye jaruri bat h yaad rakhiyega.
  • Aap ke pas email/gmail hoga agar aap ke pas ni h to bana lijiye.
  • Aap ke pas blog website hona bhut jaruri h ni to aao ads kishme dale ge ye mat sochiyega ki pahile creat kar le fir website banaye sab se pahile website banaye.
  • Aaap ko apni website me kam se kam 25-35 post apne website me post kar dena h. Kyon ki adsense account jaldi approvel karane ke liye jitna post achcha or unique hoga utna hi jaldi aap ka account mil jayega.
  • Adsense account banane ke liye aapki website par per day kam se kam 250-350 pageviews hone jaruri h agar ni bhi h to bhi kam karega but ho to bhut bhut ki acahha hai.



Ek bat me aap ko bta deta hu ki jab aap adsene ka acoount creat karege to aap ko sari sahi or right information deni h ni to aage chal ke aap ko dikkat aa shkti h.



 Ab me aap ko adsense ke step-by-step btauga


Step-by-step or me ne photos bhi di hui h jisse aap ko samj aaye

1. Ab is link me ja ke aap diresct adsene me home page me pahuch jayege Google/Adsene.com

2. Ab aap ko ek sign up dikhega aap ko aushme clike karna h.

3. Ab aap ko sign in pe clike karna h agar aap ke pas gmail h yadi ni h to create pr clike kare gmail h to direct sign in pe clike kar de


4. Ab aap jab sign in pe clike karege to aap ko apni gmail id kholne ka page khilega aap ko apni gnail id or password dalna h.

5. jab aap apni gmail id login kar dege to aap ke samne ek new page khulega jisme apni website ka nam dalna h aap ko niche photo me dikh raha hoga
Yaad rakhiye ga ki adsene blogspot.com in me kam karta h .com me kam karta h .tk .co.in .org etc me kam karta h but wordpress simdif blogmobile weebly wix.com in site me kam ni karta kyu ki isme site ka adha nam aa jata h example-
www.wendapp.wordpress.com
Ye meri hi site me ne bani thi 

6. Aushke baad aapko niche diye gaye save continue pr clike karna h ab aap ka next and last step h jo hard h thoda.

7. Ab google adsene aap ki puri information magega aap ko ouri sahi infimation dalni h tabhi aapke google adaene acoount ko google adsene hadal karta h.

Okk to aap ko ye sab information deni h jo me ne niche bataya huaa hu.

Step-8 : ye sari information aap ko bharni h jo next page aaya huaa h.
  1. Country or territory – Isme aap sabse pehle aapne country ka naam fill up karte hai.
  2. Time Zone – Jaise ki humne pehle column me India fill kiya hai toh hum India ke liye is column me (UTC +5:30) select karte hai jis country ka time zone ho dal de.
  3. Account Type – Is column me aap apne account ka type likh sakte hai. Ex : agar aapki company hai toh “Business” option ko select kare. Agar aap akele kaam karte hai toh aap “Individual” select kar sakte hai oise to sab aakele hi kam karte h to aap individual hi select kijiye.
  4. Payee Name – Is column me blogger ne apna pura naam kare.
  5. Street Address – Yaha apna address fill karna hai. Sirf street address naki city aur state. Uske liye alag jagah hai.
  6. City/Town – Apni city ka naam dalna h jo bhi ho.
  7. State – Apne state ka naam dal de
  8. Pincode – City ka Pin code ( Postal Code ) pin code aap ko ota hi hoga aoni city town ka.
  9. Phone No – Is column me apna apna Mobile Number type kare nom ache se type kijiyega.
  10. How did you get to know adsense- Aap ko iskha mtlb lta hoga ga ni to aap me bta deta hu is ka matlb hota h ki aap ko adsene ke bare me ka se pta chala to aap niche diye huye options ko choose nar lijiye jo bhi aao ko ota ho iske  bare me muc bhi.
  11. Adsense Email preference – Is option me aap ko sabhi me yes karna h 
  12. Submit – Poore form ko bharne ke baad Ab aap sumbit me clike kar dijiye.
  13. .me ne ye jo 12 stsl btaye h ye me ne dushri site se information li h.

Step - 9 - last step

Sumbit me clike karne ke samne ek window aati hai jo ki “Goggle Adsense ki terms and conditions” ko show karengi. In Terms and Conditions ko thik se padh le pura oadh le fir aapko aap niche “Yes, I have read and accept the agreement” par click kare. Yes par click karne ke baad aap niche diye gaye “Accept button” par click kare. Jaise hi aap Google ki Privacy Policy ko accept karte hai toh aapke samne “Google Adsense” ka “Dashboard” khul jaayega yanji aura nya kption khul jayega.
0 earning show karegi
Iska matlab hai ki apka google Adsense account ban gaya hai. 12 se 24 hours ke ander aapki “Adsense Approval Application” ko review karegi aur uske baad aapko batayengi ki, aapki Application Approve kar li gayi hai ya nahi aap ko samaj sab aa gya ho jaha samj na aya ho aap comment bhi kar shkte h or comment ka box niche hi h 


Muje lagta h ki aap ko ye post. Bhut hi acha kaga hoga to aap or bbi post padhe.


Previous
Next Post »

Comment now any problem post ConversionConversion EmoticonEmoticon