Google Adsene Kya h - hindi me



Google Adsene Kya h
Aaj janege........

To me aap ko btauga ki aaj ki google adsene kya h or kaise kam karta h to chaliye aaj jan lete h

Google adsene ko google ads me bhi kahte h aap ko pta hoga ki google ads sabse jada paisha dena bala Advertisement network h.

 agar aap ke pas koi website h aap Aushke founder h aap ki website kisi ke bare me ho to aap chahte hoge ki me ne website to bani h view bhi bhut aa rahe ha to kyu n paisha kamaya jaye is liye paisha kamne ke liye Adsene ka use kiya jata h 

To me aap ko bta du ki ye googke ads ka pahla post h 



Google adsence se related kuch impotant terms

Maan lijiye ki apki koi website hai. Yaa koi blog, YouTube channel hai to ap huve publisher. Users/readers apki website pe aate hai use kahe haiTraffic. Jo log yaa company Ads apki website par dikhana chahte hai unhe kahte hai Advertiser. Aur Ads ka full form hi hai advertisements thik h to ab aap janege ki adsene kya hota h 

Google Adsene kya hota h 
Google Adsense CPC (Cost Per Click) ke hisab se work karta hai. Hum isePPC (Pay Per Click) bhi bol sakte hai. Matlab ki ek click ko kitne dollarsdiye jaye. Koi bhi person google adsense ka publisher ban sakta hai jiske pass khud website aur blog ho. Google Adsense ek ad network hai jo Advertiser se ad lekar aapki website par show kar deta hai. Isme Apko jyada kuch karne ki jarurat nahi hoti. Kyuki aapko bas ek code dena hota hai ki aap website par kis jagah ads lagwana cahte hai, uske baad Google hi sab kuch manage kar leta hai. Google adsense ads placed karne ke liye adsense code generate karke website ke html portion me daal diya jata hai aap ko yahha tak sab samj aa gya hoga

Google adsene jab apni ads hamari website blog or lagata h h to content visitor ko dheyan pr rakh ke hi website me mtlbs ke ads dalta h 
Aap ko pta hoga ki google Adsene is liye jada famous h kyu ki Google Adsene ki earning and quality bhut hi achi h google ke hone pr aap technology pe bharosa kar shkte ho google ads ke jo hote h hamre youtube or website me me jo Ause clike karta h to hame paisha milta h jo hamre google adsene me jama ho jate h jo monthly mr milte h.
Notice - Or me aap ko bta du ki aap apne ad ko clike mt kriye ka brna aap ko google ads block ho jayega 


Google adsense ads network hai jo bahut saare advertiser aur publisher mil kar banate hai aap ko pura oadhna h ni to kuc part bhul jayege Advertiser apne product ke ads google ko provide karte hai aur google un ads ko publisher ke website aur blog per promote karta hai. 
Advertiser apne ads promote karne ke liye google ko amount pay karta hai. Google phir un amount me se kuch apne pass rakhta aur baaki saara publisher me distribute aap ko de deta h.

Rules ko thik se follow kare (important)

Sabse important baat publisher ko khas dhyan rakhna padta hai ki uska website hamesha google adsense policy ko follow karta rahe. Agar aisa nahi hoga to kabhi bhi google adsens publisher ke account ko block or disable kar sakta hai aur ek baar agar google adsense ne account disable kiya to aap phir dobara open karna bahot mushkil ho jata hai. Aap aply kar sakte hai likin aap ko dikkat bhut ho shkti h to muskil hi h. Islieye google adsense policy ko hamesha follow kare or ache se bhi pafh le aur saare terms and condition ko jan le aap ke liye acha hoga


Aap lo ye post acha laga hoga ye mera google Adsene ka post 1 tha me or bhi post daluga..............
Previous
Next Post »

Comment now any problem post ConversionConversion EmoticonEmoticon