TOP 12 ANDROID APPS WORKING ROOTED PHONE

Hello guys me aap ko btauga ki rooted karne ke baad konse ap0 only root karne me kam aa shkte h


12 Apps Jo Bana Sakte Hai Aapke Normal Phone Ko Super Phone


1.Greenify :Apne android phone ki battery ki life ko kon n badhana chahte h to me bta deta hu kya kam karta h aap ke kai app aap ki battery khate h jisse battery bhut kam chalti h Greenify app aap ke sare app me najar rakhta h is app se app jo processor app ho rahe h rok shkte h jisse aap ki battery bhut chalegi or greenify app ko use karne bala hr banda ladka is app se bhut piyar karne lagte h ye aap ki battery power badha deta h ye app paid and free version me available h clike kar ke download kar shkte h.



2.Titanium Backup :Rooted mobile ke liye ye app bhut hi kam ka h or ye app bhut se log jante h ye app aun logo ke liye h jo serious android user h app chahe to apne delet huaa a sare data ko restore kiya ja shkta h.


3.Tasker ( Paid App ) :

is app ke bare me jada pta h is app ki jarurat bhut logo ko h or ye app bhut kam logo ko pta h is taker app se aap task set karshkte h 
Ex- agar aap hredphone lagye to apne aap gana chalu ho jaye. Ya fir aap jab kam kar rahe ho to mobile silent mode me ho jaye.. 
Agar aap ki mobile rooted h to aap jarur use kare.


4.Nandroid Manager :

Nandroid manager se

Apps,Messages,Calls,WiFi Points,Blutooth data etc.ko restore kar sakte hai.Ye App backup+restore ke liye bahot hi acha hai.

Ye android user kr liyr bhut hi acha app h aap jarur ise bhi use kare.


5.GL Tools :

Ye app aune logo ke liye h jo game ke divane h game bhut hi khlte h or high game but ausnke mobile me graphic ki problem aati h or slow chalta h to gl tool ko use kar ke aap is sari problem ko dur kar shkte h jisse aap ka game puri trah se caha or aram se fast chalega 



6.SuperSU (Zyadatar Phone Me Pre-installed Hi Hota Hai)

Is app ke bare me logo ko bhut hi pta h jine ni pta to jaan lijiye jab aap ki mobile root hoti h to auto matic install ho jata h pr kuc mobile me install ni hota h pr aap play store se dowoad kar shkte h 
Is app ka use karne premission ke liye kiya jaata h allow and deny premission magega jisshaka matlb ki yes ya no



7.Link2SD :

Jab maine apne smartphone ko root kiya tha toh usme sabse pehle Link2SD app install kiya aap is ko bhi use kare. Link2SD app se phone ke internal storage ki appliactions ko ham SD card me transfer kar sakte hai.Apps ko SD card me transfer karne par hamare phone ki internal storage khali  boost hoti hai.Yeh kaam aap Unistall App se bhi kar sakte hai.



8.AdBlock Plus :

Adblock plus ka use ads block ke liye kiya jata h aap dekhte hoge ki apps and site website me faltu ke pop ads aate rahte h jisse aap ko parshani hoti h aap is Adblock plus ka use ad ko block karne ke liye kiya ja shkta h 




9.Uninstall :

Ye app sab se acha app h store free karne ke liye kyu ki ye aapp ke mobile ke app system ke app unstall delet kar shkta h jisse app ka store or bhi free rahega



10.Chainfire 3D :

Chainfire is ko aap apne game ke size ko kam kar shkte h is app ke bare me jada kuc khas ni h.




11.SCR Screen Recorder :

SCR is app ke bare me aapko pata hoga is app ki madda se aap apni screen recode kar shkte h game bhut si chije aap recode kar shkte h ye aap ki scree ko recode karta h 



12.WiFi Kill :

Wifi kill ka use aap aone connection ke liye kar shkte h jaise ki agar aap ne hostsopt on kiya h agar o aap ka wifi use kr raha h to aap aushe rok shkte h or connection cut kar shkte h.....



NEW POSTS-


Root kaise kare -Clike Here

How to make whatsapp fake conversation -Clike Here


How to hack facebook acoount - Clike Here


How to hack whatsapp - Clike Here

How to hack whatsapp trick 2- Clike Here
Previous
Next Post »

Comment now any problem post ConversionConversion EmoticonEmoticon